Tuesday 27 February 2018

How to clean your system by 4 run commands

Hello friends

aaj mai aap logo ko aaise 4 run commands ke bare me btaunga jiski help se aap apne system ke speed ko todha better ban sakte hai aur ye 4 commands harr system me chalana bahut hi important hota hai to chaliye seekhte hai



First commands
1.  recent





ab aap jaise hi run commands me recent type krenge waise hi aap ko kuch recently chalaye gaye file show honge jiski hame koi bhi jaruri nahi hoti hai to hame bas CTRL+A press krke sabko select karke delete krna hai.

Second commands
2.  prefetch




ok par press krne par aap ko kuch files show honge jo ki hamare liye koi bhi important nahi rakhti hai aur agar proper time time par delete nahi kiya jaye to yahi sab files hamare system ke speed ko slow krte hai aap ko sabhi files ko select krke delete karna hai aur haa delete krne par kuch files delete nahi hoti hai koi aap usko ignore kriye..


Third commands
 3. %temp%



sabhi files ko delete krna hai ye sab temparary files hoti hai ..


forth commands
4.  temp



ok press krke sabko delete krna hai agar aap yeh 4 run commands hamesa chalate hai to aap ka system aache se proform krenga kyu ki jab bhi aap apne pc par work krte hai to aap ka system temparary files ko generate karta hai...

Thank you and good bye
for more information please contact to my number 7388852695 

No comments:

Post a Comment